Home Tution bussiness planning full guide in hindi
Education matlab sabse bada bussiness ban chuka hai aaj sabse alag sabse kadak is bussiness ki growth kabhi nahi rukegi.
aapko ye thoda hairan ho raha hoga ki mai education ko ek bussiness kyu bol raha hu. dekhiye bade se bade institutes
aapko ager pata hoga to aap khud hi jakar puchiye ki unki fee kitni hai ,fir aap unse puchiye ki hamare pass to paisa
hi nahi hai to aap kya hame free me sikha sakte ho,to vo jo jawaab denge vo aap mujhe isi post ke niche aakar comment jarur
karna .Home Tution bussiness planning full guide in hindi
to chaliye ise ab ek bussiness ki nazar se dekh te hai,to aapko koi bada institutes nahi kholana hai aapko bus apne home se
hi ye bussiness shuru karna hai to aapko thoda padhai ki bhi jarurat hai jaise aap ka ager aap kisi subject me expert ho to
aapko isi subject ki tution leni hai .how to start a tutoring business from home
PLAN KARE :- Apne bussiness ka perfect planning kare apne bussiness ko aap kis had tak risk le kar kar sakte ho to aapko
success hone ke liye aisa kya karna hoga jo aapke bussiness ko grow kare kya aap thoda sa invest karke ise acche growth de
sakte ho kya aap ise long time karna pasand karte ho.to aapko planning karni hogi ab planning kaise karenge to dekhe is
bussiness me aapka target kya hai.aap behtar tarika jo abhi tak kisi bhitution me aisi facility nahi dekhi hogi jo aap dena chaoge.
konse standard ke baccho ko aap sikhyenge to unko attract karne ke liye aap aisa kya kar sakte ho ,jisse unke parents aur vo khud
aap tak aayenge.kuch alag karo.
how to start a tutoring business from home
COMPITITOR KO PAHECHANE :- Aap ager home tutors ka bussiness kar rahe ho to aap ke liye ye jan lena bahot jaruri hai ki aapke
aas pass kitne aise log hai jo is home tution ke bussiness ko pahele se hi chala rahe ho aap unki study kijiye.aapko unse personally
milna hoga aur unse aise milna hai ki aapke kisi bacche ko unke yaha aap sikhne ke liye bejhna chahte ho aise bolkar aapko unse
milna hoga aur sari information nikalni hogi , jaise unhone ye bussiness kab start kiya tha aur unko kya kya musibato se ladna
pada unki income kitni hoti hai vo kis subject me jyada expert hai . to ye sari baate aapko unse nikal va ni hogi.
LOCATION SELECT KARE :- Aapko jayda dhyan location per dena hoga ki aapko home tutions ke liye kis jagah me lena hoga
iska bahot hi barik tarike se aapko dhyan rakhna hoga to aapko aisa tabhi malum hoga jab aap bussiness ki sari technic jan jaoge
to aapko iska acche se iska parikshan karka aajayega to yaad rahe ki aapko location aisi select karna hai ki aapko student search me
koi jyada mehanat na karna pade, jaise aapko kisi school ke aas pass hi aapko lena chahiye.jisse student ko aap attract kare.nahi to
aap home me bhi ye shuru kar sakte hai.Home Tution bussiness planning full guide in hindi
APNE CONTACT BADHAYE:- Jab aapne location select ki to aapko main base hoga ki aapki customer ko aapse direct milana to
aapko un sabhi aapke compititor se contact karke aapko batana hai ki aap bhi is subject me expert ho aur aapne naya bussiness
start kiya hai.to unse kaho ki aapko vo us subject ke bacche bheje aur uske badle me aap unko unke subject ke student bhej denge.
nahi to aap sidha kisi school ke teacher se baat kar sakte ho aur unse commision ke tour per per student ager aap bhejo ge to aaoko
mai 1000 dunga ya usse kam dunga to vo usi lalach me aakar aapka bussiness badhane me help karega.

PURI INMANDARI SE MEHNAT KARE:- Aap ko ager bussiness karne me koi dikkkat hogi to vo aapke aalas aur galat decision
se hogi to aapko ye dhyan me rakhna hoga ki aap apna kaam puri sacchai se kar rahe ho aur student ko unke skill improve karane
me unki help kare .jissi vo aapke uper trust karenge.aur aapko unke parent se connected rahena hoga ki unka baccha kis chiz ke
karan padhai nahi kar pa raha hai ya usko aur kitni mehnat karane ki jarurat hai ya to usko aur koi special claass ki jarurat hai to
aap unse ye sari bate disscuss kar sakte hai.

STAFF BADHAYE :- Ager aapka bussiness chal gaya to aapko staff badhna padega ,to aapko ager koi nahi mill raha hai to mai aapko
aisa tarika bataunga jo aapko bahot hi faydemand hoga. aapko kisi college ke student ko khojna hoga jisko part time kam karna hai,
ya aapke hi kisi student me aisa hoga jo jab karke aapke paas aakar sikhta hoga.aapko ye sunse me thoda ajeeb lagega ki koi student
job kyu karega ,mai khud aisa kiaya humai subah 7 baje collage jata tha aur dopahar 11 baje vapas aakar mai sidha furniture ke shop
per jakar kaam karta tha.vo bhi 11 baje se raat ke 9 baje tak mujhe uske 100 rs daily milte the.per afsos us shop ke malik ne mere 2
mahine ki 6000 rs payment nahi di .
STAFF KO VISHWAS ME RAKHE :-Jisa maine bataya ki us shop ke malik ne mere 6000rs nahi diye to ye uski galati ki vajah se hua ki vo soch raha tha ki mai to baccha hu mujhe vo aise hi bhaga raha tha to aur mere ghar ki condition bhi acchi nahi thi to vo isiliye mujhe kaha ki mai tumhe next month se bulaunga mai 1 mahine ke liye bahar ja raha hu aane ke baad tumhe bulanga aur vo bulaya hi nahi mujhe.aur kahi nahi gaya tha jhut bola ki vo 1 mahine ke liye bahar ja raha hai kar ke.to mai yahi kahena chahta hu ki aap aisa kisi ke sath na karo aapko bussiness ke liye bahot jaruri hota hai aapka staff to unko time per payment aur chutti de diya karo.ho sakta hai ki vo aur accha kaam kare.aur unhe ye kaho ki hme aage isi target paer jana hai tum thik se kaam karo ham jald hi bada institute banayenge.

ye post aapko kaisi lagi batana jarur.
![]() |

3 comments
Click here for commentsIt was really a nice article and I was really impressed by reading this article.
ReplyPSLE tuition online
PSLE tuition online
PSLE tuition
Thanks for sharing the good post. You should learn Hindi from childhood days, is very useful for your future. Keyboard classes in Velachery
ReplyGuitar classes in Velachery
Violin classes in Velachery
Flute classes in Velachery
Martial arts classes in Velachery
Kung fu classes in Velachery
Bharathnatyam class in Velachery
Hindi tutions in Velachery
badiya article likha hai apne.
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon